MS Mart - Electric Foot Warmer Pad | USB Heated Foot Heater Slipper For Winter
DESCRIPTION:Sardi Me Paon Thande Ho Jate Hain? Heater Chalane Ki Zarurat Nahi! 🦶🔥Sardi me paon barf jaise thande rehte hain? Razai me bhi paon garam nahi hote? Buzurgon ko sardi zyada lagti hai?MS Mart laya hai USB Electric Foot Warmer Pad - 1 Minute Me Paon Garam!Iske Fayde Kya Hain?1- 50-60°C Fast Heating: Picture me jaisa, andar heater laga hua hai jo 1-2 minute me 50-60°C tak garam ho jata hai. Paon dalte hi sukoon milega.2- Bijli Ka Bill Kam: Bade heater ki zarurat nahi, ye sirf USB se chalta hai. Power bank, laptop, charger - kisi se bhi chala lein. Bohat kam bijli leta hai.3- Soft & Comfortable Plush: Bahar soft makhmali kapra aur andar garam ruwi (fleece) lagi hai. Paon dal kar aisa lagega jaise garam razai me paon rakhe hon.4- Washable & Safe: USB cable nikal kar isko haath se dho sakte hain. Overheat nahi hota, safe hai bachon aur buzurgon ke liye.5- Har Jagah Use Karen: Office chair par, sofe par, bed par, study table ke neeche - jahan bethen wahan use karen.Product Details:
Material: Soft Plush + Warm Fleece Inside
Heating Temp: 50-60°C
Power: USB Operated (Cable Included)
Size: Standard - Dono paon aajate hain (Approx 28cm x 28cm)
Color: Grey (As Shown in Picture)
Washable: Yes (After Removing USB Cable)Package Me Shamil Hai:
1 x Electric Foot Warmer Pad
1 x USB Cable