Skip to product information
4L Mini Beauty Fridge | Makeup Fridge With LED Mirror - Hot & Cold - For Car & Home
Sale price
Rs.15,999.00
Regular price
Rs.20,999.00
DESCRIPTION:
Makeup Kharab Ho Jata Hai Garmi Se? Cream Pighal Jati Hai? Skincare Thanda Nahi Rehta?
Larkiyon ka mehenga makeup aur serum room temperature par kharab ho jata hai, aur normal fridge me rakhne se khushbu mix ho jati hai.
msmartofficial laya hai 4L Beauty Fridge With LED Makeup Mirror - Picture Wala Pink & White Color - Car Aur Ghar Dono Ke Liye!
Is Me Kya Khaas Hai? (Picture Me Jaisa)
1- HD Makeup Mirror + Ring Light - Fridge Bhi, Mirror Bhi: Picture me upar dekhen, darwaze par hi HD sheesha laga hua hai. Touch karne se LED ring light jalti hai. 3 light modes hain:
• Low Light: Daily use ke liye
• Medium Light: Skincare ke time
• High Light: Makeup ke time
Ab alag mirror ki zarurat nahi!
*2- Cold Or Hot, Your Choice - 1 Tap Me Switch:* Ek button se Thanda / Garam!
- *Cooling:* Garmi se 20°C (68°F) tak thanda karta hai. Serum, cream, face mask, lipstick thandi thandi rahegi.
- *Warming:* 55°C (131°F) tak garam rakhta hai. Sardiyon me doodh, paani garam rakhne ke liye best.
*3- Dual-Use Model - Ghar Aur Car Dono Me Chalega:* Picture me neeche dekhen, peeche 2 plug hain:
- *AC 220V-240V:* Ghar me bijli se chalega
- *DC 12V:* Car me bhi chalega
Handle laga hua hai, kahin bhi carry kar sakti hain. 4L capacity hai.
*4- Size Kitna Hai?*
- *Bahar Se Size:* Height 24.5cm, Width 17cm, Depth 23cm
- *Andar Se Space:* Height 20cm, Width 13cm, Depth 13cm
*Product Details:*
*Product:* 4L Beauty Refrigerator With LED Mirror Light
*Capacity:* 4 Liter
*Function:* Hot & Cold Dual Effect
*Feature:* HD Makeup Mirror, Dimmable LED Ring Light (3 Gear Touch), Portable With Handle
*Power:* AC 220-240V For Home & DC 12V For Car
*Color:* Pink, White
*Brand:* msmartofficial
*Package Me Shamil Hai:*
1 x 4L Beauty Fridge, 1 x AC Cable, 1 x DC cable #msmartofficial